Friday, March 14, 2008

hindi sms

1)kashti behti hain kinare ki talash me, log milte hai pyaar ki aas me, hum roz milte nahi aapse, magar kuch waqt zarur bitate he aapki yaad me.
2)aasman pura hota hai sitaro se phool pura hota hai khusboo se,jeevan pura hota hai khushiyon se,khushia puri hoti hai sirf aap jaise hamdard ki samajdari se
3)yun to zindagi me ajeeb se mod ayenge kabhi to kabhi gum layenge, rakhna hamesha khyal khud ka kyunki aap hasenge to hum bhi muskraenge.

No comments: